3 sardar picnic par gae wahan ja kar yad aya k pepsi to ghar bhol gaye
Decide kia ki sab se chota sardar ja kar pepsi le aaye

Chota sardar:Main is shart par jata hun k tum mere ane tak samose nahi khao ge
Dono ne kaha thik hai
1 din guzar gaya sardar ni aya
2 din guzr gaye
2no ne socha k ab samose kha lne chahye

Jaise hi samosa uthaya chota sardar ped k peche se nikal k bola....

Aisa karo ge to main nahi jauga.

Husband and wife mein jhagda ho raha

Husband and wife mein jhagda ho raha tha Biwi: Kaash main apni maa ki baat maan leti aur tum se shaadi na karti  Pati: Kya matlab tumhari ma...