Husband Ko Lottery Lagi !

Husband- Agar mujhe lottery lagi toh
tum kya
karogi...?

:
:
:
Wife- Aadhe paise le kar Hamesha
keliye mayke
chali jaungi...
Main bhi khush aur aap bhi khush..
:
:
Husband- 20 Rs. ki lagi hai... ye le 10
aur nikal..

Husband and wife mein jhagda ho raha

Husband and wife mein jhagda ho raha tha Biwi: Kaash main apni maa ki baat maan leti aur tum se shaadi na karti  Pati: Kya matlab tumhari ma...