Ek teacher kaha ki AGAR MAI BILL GATES HOTA par essay likho Saare students likhne lag gaye Teacher ne dekha ki sab likh rahe hain but apna Pappu sirf smile kar raha tha yahan vahan dekh rajah tha lekin likh nahin raha tha Teacher: Pappu tum kyu nai likh rahey? Pappu: Madam ji main apni seceretry ka intzaar kar raha hun This is attitude
A boy on a date in
A boy on a date in a BMW CAR Boy Maine tumse ek baat chupai hai Girl Kya? Boy I m already married Girl Tumne toh dara diya tha maim samjhi ki yeh red colour ki BMW tumhari nahin hai
Husband: Dubai ja raha hun Wife:
Husband: Dubai ja raha hun Wife: Mere liye jewellery lana Husband: Paris ja raha hun Wife: Mere liye cosmetics lana Husband: London ja raha hun Wife: Perfumes leke aana Husband: Narak mein ja raha hun Wife: Bhagwan ka diya sub kuch hai bas tum apna khyal rakhna
Ghalib ne girlfriend ko date par
Ghalib ne girlfriend ko date par bulaya wo late aayi Girl: Am I late ? Ghalib: Arz hai Falak pe chand sitaron ko neend aa rahi hai Falak pe chand sitaron ko neend aa rahi hai Dusri ka time ho gaya hai tu ab aa rahi hai
A kanjoos boy fell in LOVE
A kanjoos boy fell in LOVE with a kanjoos Girl Girl: Jab Dad so jayenge to main gali mein ek SIKKA phenk dungi tum turrant andar aa jana Lekin ladka sikka phenne ke ek ghante baad aaya aur kuch pareshaan bhi tha Girl: Itni der kyo laga di? Boy: Wo main sikka DHOOND raha tha Girl: Pagal wo tho DHAAGA BAANDH ke phenka tha tabhi waapas kheench liya tha
Husband and wife mein jhagda ho raha
Husband and wife mein jhagda ho raha tha Biwi: Kaash main apni maa ki baat maan leti aur tum se shaadi na karti Pati: Kya matlab tumhari ma...
-
लड़की- सुन जानु, गूगल मेल होता है कि फिमेल... लड़का- बेबी फिमेल होता है... लड़की- क्यों.. लड़का- क्योंकि अपना सेंटेन्स पूरा होने से पहले...
-
शीला – सर आज कुछ नया पढ़ाइयेटीचर – बच्चों हर बात के दो मतलब निकलते हैंशीला – निकाल के दिखाइए सरटीचर – बैठ जा तेरी इस बात के भी दो मतलब निकलत...
-
Doctor: "I'm sorry but you suffer from a terminal illness and have only 10 to live." Patient: "What do you mean, 10? ...